If you are searching 'Mohit Chauhan - Safar Lyrics | Notebook' then you are on the right article.
Singer: Mohit Chauhan
Music: Vishal Mishra
Lyrics: Kaushal Kishore
Movie: Notebook
"Safar" Song Lyrics
O Bandeya
Dhunde hai kya?
Raahein teri
Hai ghar tera
Chalna wahan
Jana wahan
Khudtak kahin
Pahunche jahan
Kadam utha aur sath main hole
Sheher sheher yeh
Tujhse dekho bole
Tukur tukur yun
Apne naina khole
Zindagi pee lae zara
Behti hawaon ke
Jaise hain irade
Udte parindon se
Seekhi hai joh baatein
Anjani rahon pe koi
Main chala..
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi.. (x2)
Thoda aage badein
Maine jaana yeh sach hai
To kya hai?
Uljhe uljhe sab sawal…
Zindagi hai yeh kya!
Main kon hoon maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawab…
Bekhuda hawa kanon mein
Mere kehti kya…
Boli vekh farida mitti khulli
Mitti utte, farida mitti tulli
Char dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya..
Behti hawaon ke
Jaise hain irade
Udte parindon se
Seekhi hai joh baatein
Anjani rahon pe koi
Main chala..
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi.. oo..
Yeh.. kaisa safar hai
Jo yun duba raha
Jaata hoon kahin mein
Ya laut ke aa raha
Wo chehre, wo aankhen
Wo yaadein purani mujhe.. poochhti
Ye nadiya ka paani bhi behta hai
Kehta yahi..
Main safar mein hoon
Khoya nahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi.. (x2)
Khoya nahi.. Khoya nahi..
Khoya, khoya, khoya..
Khoya nahi…
Main safar mein hoon
Khoya… nahi…
YOU MAY ALSO LIKE
If you find any mistake in the Mohit Chauhan - Safar Lyrics | Notebook post please let us know using the comment form below.
Post a Comment