If you are searching 'Pragyaan Ameta - Meri Kahaani Lyrics | Meri Kahaani' then you are on the right article.
Singer: Pragyaan Ameta
Composer Music: Archit Takmusic & Samarth Janve
Lyrics:Sanjay Lachwani
"Meri Kahaani" Song Lyrics
Suno suno hai ye kahaani
Mere pyar ki
Suno suno hai ye kahaani
Mere pyar ki
Daastaan hai us dil ke
Bekarar alam ki
Kuch shabnami boonde thahrti
Gulon par sawan ki us roz
Kuch shabnami boonde thahrti
Gulon par sawan ki us roz
Sard fizaayein tair rahi thi
Jhilon par sawan ki us roz
Wo nadi si sar sar behti
Aayi bich paharon ke
Ho gayi dastak jaise
Dil ke band kiwado pe
Dil ke band kiwado pe
Suno suno hai ye kahaani
Mere pyar ki
Suno suno hai ye kahaani
Mere pyar ki
Daastaan hai us dil ke bekarar alam ki
Kash itna hota asan
Haal-e-dil bayaan karna
Woh na jaane kis se sikha hai
Bismil.. haya karna
Chup chup ke chandni se
Izhaar karta hai
Kehta hai ye to kisi se
Pyar karta hai..
Kitni martaba
Kaha hai sitaron se
Ki kehdo jakar usko isharon mein
Ki koi na cheez tujhpe apni
Ye jaan nisar karta hai
Suno suno hai ye kahaani
Mere pyar ki
Suno suno hai ye kahaani
Mere pyar ki
Daastaan hai us dil ke bekarar alam ki
YOU MAY ALSO LIKE
If you find any mistake in the Pragyaan Ameta - Meri Kahaani Lyrics | Meri Kahaani post please let us know using the comment form below.
Post a Comment