Atif Aslam - Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics | Patriotic Song | best pakistani patriotic song | AtoLyricZ

July 19, 2019

Atif Aslam - Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics | Patriotic Song | best pakistani patriotic song

If you are searching 'Atif Aslam - Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics | Patriotic Song | best pakistani patriotic song' then you are on the right article.



Song: "Kabhi Percham Mein Lipte Hain"
Singer: Atif Aslam

"Kabhi Percham Mein Lipte Hain" Lyrics

Hil jaati hai har dastakh par
Maa ko lagta hai main aaya
Koi pyaara hai mujhe aap se bhi
Main baba se yeh keh aaya

Ghar bhar hai mera bhi peche
Par agge bhi ghar mera hai
Main jee loon ga andheron mein
Par mere bad saveera hai

Iss ghar ki saari khushiyon ko
Ikk bar na ghabrane de ge
Ikk soch buri bhi sarhad se
Iss par nahi aane de ge

Kabhi parcham mein lepte hai
Kabhi hum ghazi hote hai
Joo ho jaati hai maa razi
Toh bete raazi hote hai (2x)

Kiya dar kiya wehan kiya khof use
Jis pushat pe lakh duaaye ho
Ho jin ke laho mein behti waafa
Phir samne lakh balaye ho

Jate jate bhi mehfil se
Rukh gulshan ka mehkate hai
Sabit qadmon pe jo apne
Woh sach sabit ho jaate hai

Ayye ho jidhar se bhi dushman
Hum taiz hawa uddh jaaye gy
Yeh zulmat ke badal sunle
Aayi wapis mod jaaye ge

Kabhi parcham mein lepte hai
Kabhi hum ghazi hote hai
Joo ho jaati hai maa razi
Toh bete raazi hote hai (2x)

Wapis maa ki aghosh mein hai
Alhamad kahaa our ro di maa
Maa ke ek shukar ke anson se
Sadiyon takk gham na ho ge yaha

Dil jinke bade ho hasti se
Yeh bete hai un maon ke
Khud dhoop guzar ke chor gaaye
Yeh raste saare chao ke

Ek zara bhi ae pak zameen
Tera na uthane hum de ge
Yeh zulmat ke badal sunle
Khali wapis mod jaaye ge

Kabhi parcham mein lepte hai
Kabhi hum ghazi hote hai
Joo ho jaati hai maa razi
Toh bete raazi hote hai (2x)

If you find any mistake in the Atif Aslam - Kabhi Percham Mein Lipte Hain Lyrics | Patriotic Song | best pakistani patriotic song post please let us know using the comment form below.


1 comment:

  1. whoever wrote these lyrics here on this source does not know URDU language for sure :P but a good effort though

    ReplyDelete

Whatsapp Button works on Mobile Device only

Start typing and press Enter to search