Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal - Taare Ginn Lyrics | AtoLyricZ

July 11, 2020

Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal - Taare Ginn Lyrics

If you are searching 'Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal - Taare Ginn Lyrics' then you are on the right article.


Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal - Taare Ginn Lyrics
Lyrics of 'Taare Ginn' by Mohit Chauhan & Shreya Ghoshal

"Taare Ginn" song lyrics from the movie 'Dil Bechara' starring Sushant Singh Rajput, Sanjana Sanghi. "Taare Ginn" sung by 'Mohit Chauhan & Shreya Ghoshal' and music of this song is given by 'A. R. Rahman'. Lyrics of "Taare Ginn" are written by 'Amitabh Bhattacharya'.

Check out the song lyrics of "Taare Ginn" by 'Mohit Chauhan & Shreya Ghoshal'


Jabse hua hai yeh achcha sa lagta hai
Dil ho gaya phir se bachcha sa lagta hai
Ishq ragon mein jo behta rahe jaake
Kaanon mein chup ke se kehta rahe

Taare ginn, taare ginn
Soye bin saare ginn
Ek haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh

Jabse hua hai yeh achcha sa lagta hai
Dil ho gaya phir se bachcha sa lagta hai
Ishq ragon mein jo behta rahe jaake
Kaanon mein chup ke se kehta rahe

Taare ginn, taare ginn
Soye bin saare ginn
Ek haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh

Roko ise jitna
Mehsoos ho yeh utna
Dard zara sa hai
Thoda dawa sa hai

Ismein hai jo taira
Wohi to dooba hai
Dhokha zara sa hai
Thoda wafa sa hai
Yeh vaada hai ya iraada hai
Kabhi yeh zyada hai
Kabhi yeh aadha hai

Taare ginn, taare ginn
Soye bin saare ginn
Ek haseen maza hai yeh
Maza hai ya saza hai yeh
Dil Bechara Movie: Songs

  1. Taare Ginn
  2. Khulke Jeene Ka
  3. Main Tumhara
  4. Maskhari
  5. Afreeda
  6. Mera Naam Kizie
  7. Dil Bechara
  8. The Horizon of Saudade
  9. Friendzone
  10. Mera Naam Kizzie


If you find any mistake in the Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal - Taare Ginn Lyrics post please let us know using the comment form below.


Post a Comment

Whatsapp Button works on Mobile Device only

Start typing and press Enter to search